Monday, April 20, 2009

Jab chandani barh kar, raaton pey chaati hai Teri yaad aise mai, dil ko tarpaati hai kisse wo bahaaron ke, beete nazaaron key Phir aake sunaati hai, aur hum ko rulaati hai Teri yaad aati हैईईईईईईई
Ab woh na Toofan hai na Woh Shor Hawaon Jaisa... Dil ka aalam hai tere baad khayalo jaisa, Kaash koi mere Ehsaas ko wapis kar de Khamoshi ka wohi Andaaz, Sadaoun jaisa...

No comments:

Post a Comment