Tuesday, April 7, 2009


Kaash vaaado ka matlab vo samajhte Kaash khamoshi ka matlab vo samajhte Nazar kehti rahi hazaar baateinKaash meri ek nazar ka matlab vo samajhte
Kash hum yun rahe apke ankhon mein Ki apki nazron ko bhi khabar na ho Hume bhulane ki agar aap dua kareTo us dua ka bhi asar na ho ! !
Chiragon ko aur tej kar do kyunki roshni bahut kam hai aur main tamaam umar tera intezaar kar longa phir bhi yeh gam rehega ki "Zindagi kam hai"
Hamare zakhmo ki vajhah bhi wo hai.. Hamare zakhmo ki Dava bhi wo hai... Wo namak zakmo pe lagaye to kya hua... Mohabbat karne ki wazah bhi wo hai

No comments:

Post a Comment