Monday, April 27, 2009

Tum apna ranj-o-gham apni pareshaani mujhe de dotumhe gham ki qasam iss dil ki veerani mujhe de do
ye maana main kisi qaabil nahi'n hoon inn nigaaho'n meinbura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do
main dekhoo'n to sahi duniya tumhein kaise sataati haikoi din ke liye apni nigahbaani mujhe de do
wo dil jo maine maanga tha magar gairo'n ne paayabadi qaif hai agar uski pashemaani mujhe de do.
Junoon-e-shauq ab bhi kam nahi'n haimagar wo aaj bhi barham nahi'n hai
bahot mushkil hai duniya ka sanvarnateri zulfo'n ke pech-o-kham nahi'n hai
bahot kuch aur bhi hai jahaan meinye duniya mehaz gham hi gham nahi'n hai
meri barbaadiyo'n ke humnasheeno'ntumhein kya khud mujhe bhi gham nahi'n hai
abhi bazm-e-tarab se kya uthoo'n mainabhi to aankh bhi pur-nam nahi'n เคนै
Aaj Mera Dil Maan Gaya Hai,Tumme Hai Kuch Khaas,Dil Dhadkan Saason Se Zyada,Tum Ho Mere Paas...
Mere Khayalon Mein Tum Hi Tum,Aankhon Mein Chehra Hai Tumhara,Aathon Peher Khamosh Labon Par,Rehta Hai Bas Naam Tumhara,Saari Khushiyan Tum Bin Ab To,Aaye Na Mujhko Raas,Dil Dhadkan Saason Se Zyada,Tum Ho Mere Paas...
Sard Hawaon Ka Yeh Jhonka,Mere Tan Man Ko Jab Chhoo Le,Aisa Lage Ke Jaan Se Pyara,Saath Mere Koi Saathi Jhoole,Pyar Jataya Tumne Jabse,Jaage Naye Ehsaas,Dil Dhadkan Saason

No comments:

Post a Comment