Saturday, April 25, 2009

उफ़ ये जुदाई

Judaee sanam ki seh nahi sakta
pyaar hai us se keh nahi sakta
pyaar hai us se keh nahi sakta
Use daikhna nahi hai mujhe ab
Zindagi bhar jis ke bina reh nahi sakta
Gulaaboon ki tarha hai khoobsoorat wo
khushboo main kabhi jo teh nahi sakta
Samandar ki tarha behta hai mujh main
Daryaoon main ab kabhi beh nahi sakta
Tere pyaar ka hoslaa ab badh chukaa hai Abdulwahab
Ghamoon se nidhaal ho ke ab deha nahi sakta

No comments:

Post a Comment