Thursday, May 5, 2011

ajnabi  khauf  fizaon   main basa ho jaise
shahar ka shahar hi aseb zada ho jaise
rat ke pichle pahar ati hain avazain si
dur shahara main koi chiKh raha ho jaise
dar-o-divar pe chai hai udasi aisi
aj har ghar se janaza sa utha ho jaise
muskurate hain pa-e-Khatir-e-ahabab magar
dukh to chehre ki lakiron pe saja ho jaise
ab agar dub gaye bhi to marenge na ?
bahte pani pe mera nam likha ho jaise

Thursday, May 20, 2010

कही कभी

अगर हो सके TO KABHI KAHIN,MERAY NAAM BHI KOI SHAAM KAR,
MERAY DIL K SAAY MAIN AA ZARA,MERI DARKANON MAIN QAYAM KAR,
YEH JO MERAY LAFZOON K PHOOL HAIN,TERAY RAASTAY KI DHOOL HAIN,
KABHI IN SAY SUN MERI DASTAN,KABHI IN K SATH QALAAM KARSUBHI***

कही कभी

अगर हो सके TO KABHI KAHIN,MERAY NAAM BHI KOI SHAAM KAR,
MERAY DIL K SAAY MAIN AA ZARA,MERI DARKANON MAIN QAYAM KAR,
YEH JO MERAY LAFZOON K PHOOL HAIN,TERAY RAASTAY KI DHOOL HAIN,
KABHI IN SAY SUN MERI DASTAN,KABHI IN K SATH QALAAM KARSUBHI***

Sunday, December 13, 2009

Ruka dena mera janaaza jab unka ghar aaye, Shaayad woh dekh le khidki se aur mera dil Dhadak jaaye
हँस के जीवन काटने का, मशवरा देते रहे आँख में आँसू लिए हम, हौसला देते रहे. धूप खिलते ही परिंदे, जाएँगे उड़, था पता बारिशों में पेड़ फिर भी, आसरा देते रहे
जो भी होता है, वो अच्छे के लिए होता यहाँ इस बहाने ही तो हम, ख़ुद को दग़ा देते रहे साथ उसके रंग, ख़ुश्बू, सुर्ख़ मुस्कानें गईं हर खुशी को हम मगर, उसका पता देते रहे चल न पाएगा वो तन्हा, ज़िंदगी की धूप में
उस को मुझसा, कोई मिल जाए, दुआ देते रहे मेरे चुप होते ही, किस्सा छेड़ देते थे नया इस तरह वो गुफ़्तगू को, सिलसिला देते रहे

मेरे चुप होते ही, किस्सा छेड़ देते थे नया इस तरह वो गुफ़्तगू को, सिलसिला देते रहे पाँव में जंज़ीर थी, रस्मों-रिवाज़ों की मगर ख़्वाब ‘ उम्र-भर फिर भी सदा देते रहे
मुश्किलें आईं अगर तो, फ़ैसला हो जाएगा कौन है पानी में कितने, सब पता हो जाएगा दूरियाँ दिल की कभी जो, बढ़ भी जाएँ तो हुज़ूर तुम बढ़ाना इक कदम, तय फासला हो जाएगा

सोनी की बात

aankh roti hai honth haste haidil ke badal yunhi baraste haikhud hasee de na paye to hum perbadmizazi ke tane kaste hai chalni dil aur jigar huaa hai jnhawo muhobbat ke paak raste haisabra ka mere imtihaan yu liyasalam karte hi bole chalo nikalte hai suna hai dosto pe shaq hai unhe so raqeebo ko sath rakhte haimeri galiyo mai bahot aate hai muh chhupa kar ke ab wo chalte haiqatl karne se pehle khush they magarmar gaye hum to hath malte haishamma ek bar jali shar talak bujh bhi gayiteri yado ma hum to subah sham jalte hai

Friday, December 4, 2009

तुम भी चले गए

आँखों में बस के दिल में समा कर चले गये ख़्वाबिदा ज़िन्दगी थी जगा कर चले गये चेहरे तक आस्तीन वो लाकर चले गये क्या राज़ था कि जिस को छिपाकर चले गये रग-रग में इस तरह वो समा कर चले गये जैसे मुझ ही को मुझसे चुराकर चले गये आये थे दिल की प्यास बुझाने के वास्ते इक आग सी वो और लगा कर चले गये लब थरथरा के रह गये लेकिन वो ऐ "subhi" जाते हुये निगाह मिलाकर चले गये

Monday, November 23, 2009

ajnabhi

Kisi ajnabi ko mera likha suna raha tha wo
Bikhray huye khuawb k Purzay utha raha tha wo

Umar bhar pista raha wo rishtOn ki chakki main
Baaqi rahe rishtOn se daaman churra raha tha wo

Apni zidd to wo puri na kar saka
Ruthay huway bachOn ko mana raha tha wo

Sehra main khile phool ko bachanay k liye
Apne ashkOn se uski pyaas mita raha tha wo

Uski yaadOn ko kuch is tarah bhula raha tha
Apne haathOn apna likha mita raha tha wo

Sirf kirdaar hi to badlay thay usne
Apni hi kahani suna raha tha wo

ये जिन्दगी

zindagi tujh ko jiya hai koi afsos nahin
zahar khud maine piya hai koi afsos nahin


maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein
bas yahi jurm kiya hai koi afsos nahin


meri qismat mein likhe the ye unhi ke aansoo
dil ke zakhmon ko siya hai koi afsos nahin


ab gire sang ki sheeshon ki ho baarish
ab kafan odh liya hai koi afsos nahin

inayat

zakhm jo aap ki inaayat hai
iss nishani ko kya naam dein hum


pyaar deewar ban ke rah gayaa hai
iss kahani ko kya naam dein hum


aap ilzaam dhar gaye hum par
ek ehsaan kar gaye hum par


aap ki ye meharbani hai
meharbani ko kya naam dein hum


aap ko yun hi zindagi samjha
dhoop ko humne chaandni samjha


bhool hi bhool jis ki aadat hai
iss jawani ko naam kya dein hum


raat sapna bahaar ka dekha
din hua toh gubaar sa dekha


bewafaa waqt bezuban nikla
bezubani ko naam kya dein hum

दिल का दर्द

दिल के लूट जाने का इज़हार जरूरी तो नहीं,
ये तमाशा सरे बाज़ार जरूरी तो नहीं,
मुझे था इश्क तेरी रूह से और अब भी है,
तुजसे से कोई सरोकार जरूरी तो नहीं,
मै तुझे टूट के चाहूं तो मेरी फितरत है ,
तू भी हो तलबगार जरूरी तो नहीं,
ए सितम काश ज़रा झांक मेरी आँखों मै,
जुबान से प्यार का इज़हार जरूरी तो नहीं.