Monday, April 27, 2009

RUTHE AGAR TU TO MANAUNGI HAZAR BAR TUJHE SAIKASH TUNE BHI KABHI TO HAMEIN MANAYA HOTAक्यों कहते हो मेरे साथ कुछ भी बेहतर नही होतासच ये है के जैसा चाहो वैसा नही होताकोई सह लेता है कोई कह लेता हैक्योंकि ग़म कभी ज़िंदगी से बढ़ कर नही होताआज अपनो ने ही सिखा दिया हमेंयहाँ हर ठोकर देने वाला पत्थर नही होताक्यों ज़िंदगी की मुश्क़िलों से हारे बैठे होइसके बिना कोई मंज़िल, कोई सफ़र नही होताकोई तेरे साथ नही है तो भी ग़म ना करख़ुद से बढ़ कर कोई दुनिया में हमसफ़र नही होताजय श्री श्याम कुछ दे या न दे श्याम ,इस अपनी दीवाने को !दो आसू तो दे दे ,चरणों मई बहाने को !!नरसी ने बहाये थे,मेरा ने बहाये थे ! जब जब भी कोई रोया, तुम दोड़ के आये थे !!काफी है दो बुदै ,घनश्याम रिझाने को .................दो आसू तो दे दे , चरणों मे बहाने को आसू वो खजाना है ,किस्मत से मिलता है !इनके बहे जाने से , मेरा श्याम पिघलता है !!करुना का तू सागर है ,अब छोड़ बहाने को ! ........ दो आसू तो दे दे , चरणो मे बहाने को दुःख मे बह जाते है , खुशियों मे जरुरी !आसू के बिना "shanju " , हर आख अधूरी है !! पूरा कर दे आसू ,हर एक हर्जाने को ...... ...........दो आसू तो दे दे चरणों मे बहाने को ......
Mushkile aati hai,
Pareshaniya aati hai.
Zindagi jeena voh,
Hamko sikhaati hai.
Raat huyi hai,
To din jarur aayega.
Jo hai aaj pareshan,
Kal sakoon jarur paayega.
Allah barha meharbaan,
Voh rahamdil hai.
Ek na ek din,
Voh raah jarur dikhayega.
Mera maalik hai Sai Baba,
Abhi voh chup hai.
Tum dekhna ek din,
Voh apna jalwa jarur dikhayega.
Hai barosa Sai par,
Uski rahmat barsegi.
Khushi ka paigaam aayega,
Meri kishmat bhi chamkegi
Tum apna ranj-o-gham apni pareshaani mujhe de dotumhe gham ki qasam iss dil ki veerani mujhe de do
ye maana main kisi qaabil nahi'n hoon inn nigaaho'n meinbura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do
main dekhoo'n to sahi duniya tumhein kaise sataati haikoi din ke liye apni nigahbaani mujhe de do
wo dil jo maine maanga tha magar gairo'n ne paayabadi qaif hai agar uski pashemaani mujhe de do.
Junoon-e-shauq ab bhi kam nahi'n haimagar wo aaj bhi barham nahi'n hai
bahot mushkil hai duniya ka sanvarnateri zulfo'n ke pech-o-kham nahi'n hai
bahot kuch aur bhi hai jahaan meinye duniya mehaz gham hi gham nahi'n hai
meri barbaadiyo'n ke humnasheeno'ntumhein kya khud mujhe bhi gham nahi'n hai
abhi bazm-e-tarab se kya uthoo'n mainabhi to aankh bhi pur-nam nahi'n है
Aaj Mera Dil Maan Gaya Hai,Tumme Hai Kuch Khaas,Dil Dhadkan Saason Se Zyada,Tum Ho Mere Paas...
Mere Khayalon Mein Tum Hi Tum,Aankhon Mein Chehra Hai Tumhara,Aathon Peher Khamosh Labon Par,Rehta Hai Bas Naam Tumhara,Saari Khushiyan Tum Bin Ab To,Aaye Na Mujhko Raas,Dil Dhadkan Saason Se Zyada,Tum Ho Mere Paas...
Sard Hawaon Ka Yeh Jhonka,Mere Tan Man Ko Jab Chhoo Le,Aisa Lage Ke Jaan Se Pyara,Saath Mere Koi Saathi Jhoole,Pyar Jataya Tumne Jabse,Jaage Naye Ehsaas,Dil Dhadkan Saason
Aaj Mera Dil Maan Gaya Hai,
Tumme Hai Kuch Khaas,
Dil Dhadkan Saason Se Zyada,
Tum Ho Mere Paas...

Mere Khayalon Mein Tum Hi Tum,
Aankhon Mein Chehra Hai Tumhara,
Aathon Peher Khamosh Labon Par,
Rehta Hai Bas Naam Tumhara,
Saari Khushiyan Tum Bin Ab To,
Aaye Na Mujhko Raas,
Dil Dhadkan Saason Se Zyada,
Tum Ho Mere Paas...

Sard Hawaon Ka Yeh Jhonka,
Mere Tan Man Ko Jab Chhoo Le,
Aisa Lage Ke Jaan Se Pyara,
Saath Mere Koi Saathi Jhoole,
Pyar Jataya Tumne Jabse,
Jaage Naye Ehsaas,
Dil Dhadkan Saason

Saturday, April 25, 2009

तेरे मेरे ख्वाब




Kuch khuwaab hain jin ko likhna hai Tabeer ki surat deni hai Kuch log hain ujrre Dil wale Jinhain apni Mohabbat deni hai Kuch Phool hain jin ko chunna hai Aur haar ki surat deni hai Kuch apni neenden baaki hain Jinhain baantna hai kuch logon main Aey umer-e- rawaan ahista chal Abhi bohat sa karz chukaana hai

उफ़ ये ,,,,,,,,,,,,

munasib hoga to tumhe bhool jaunga'par pareshaan hun ki ,,,saans rokun कैसे

Tumhari duniya se jaane k baad, Hum tumhe har 1 taare me nazar aaya karange. Tum har pal koi dua mang lena, Aur hum har pal toot jaya karenge.......

मोहब्बत इतनी की.....

किसी एक से करो प्यार इतना की किसी और से प्यार करने की गुन्जाय्स न रहे,
वो मुस्करा के देखे कर एक बार
तो जिंदगी से फिर कोई खवास न रहे.

तेरा चेहरा

janay us shakss ko kesa ye hunar ata hairaat hoti hai to aankhon mein utr ata haimein us K khayaal se nikloon to kahaan jaonwo meri soch K hrr rastey pe nazar ata hai...

Tumhari duniya se jaane k baad, Hum tumhe har 1 taare me nazar aaya karange. Tum har pal koi dua mang lena, Aur hum har pal toot jaya karenge.......

उफ़ ये जुदाई

Judaee sanam ki seh nahi sakta
pyaar hai us se keh nahi sakta
pyaar hai us se keh nahi sakta
Use daikhna nahi hai mujhe ab
Zindagi bhar jis ke bina reh nahi sakta
Gulaaboon ki tarha hai khoobsoorat wo
khushboo main kabhi jo teh nahi sakta
Samandar ki tarha behta hai mujh main
Daryaoon main ab kabhi beh nahi sakta
Tere pyaar ka hoslaa ab badh chukaa hai Abdulwahab
Ghamoon se nidhaal ho ke ab deha nahi sakta

Thursday, April 23, 2009

अपनी यादों में .............रखना


अपने दिल को दिल का बना कर रखना ,
हर चोट के निशान को सजा कर रखना ।

उड़ना हवा में खुल कर लेकिन तुम,
अपने कदमों को ज़मी से मिला कर रखना ।

छाव में माना मिलता है सुकून बहुत ,
फिर भी धूप में खुद को जला कर रखना ।

उम्रभर तो साथ रिश्ते भी नहीं रहते,
यादों में किसी को सजा कर रखना ।

वक्त के साथ चलते-चलते, खो ना जाना ,
खुद को दुनिया से छिपा कर रखना ।

रातभर जाग कर रोना चाहो जो कभी ,
अपने चेहरे को दोस्तों से छिपा कर रखना ।

तुफानो को कब तक रोक सकोगे तुम ,
कश्ती और मांझी का पता कर रखना ।

हर कहीं जिन्दगी एक सी ही होती हैं ,
ज़ख्मों को अपनो से बता कर रखना ।

दर्द कभी भी आखरी नहीं होता ,
अपनी आँखों में अश्को को बचा कर रखना ।

सूरज तो रोज ही आता है मगर ,
अपने दिल में दीप जला कर रखना

Monday, April 20, 2009

wo chod gaya beeh rahgujar mein mujhe , mein aaj tak baharo ka pata puchta हु


Kuch is taraha se guzre the kafile baharon ke, aaj tak sulagte hain jakhm rahguzaron ke.
Jab chandani barh kar, raaton pey chaati hai Teri yaad aise mai, dil ko tarpaati hai kisse wo bahaaron ke, beete nazaaron key Phir aake sunaati hai, aur hum ko rulaati hai Teri yaad aati हैईईईईईईई
Ab woh na Toofan hai na Woh Shor Hawaon Jaisa... Dil ka aalam hai tere baad khayalo jaisa, Kaash koi mere Ehsaas ko wapis kar de Khamoshi ka wohi Andaaz, Sadaoun jaisa...

Tuesday, April 7, 2009

तेरे लिए


khuda ne kaha dosti na ker, dosti mai tu kahin kho jayega maine kaha ki khuda kabhi zamin per aaker mere dost se to mill tu bhi usper fana ho jayega .
Ishq Aur Dosti Meri Zindagi Ka Gumaan Hai, Ishq Meri Rooh Aur Dosti Mera Imaan Hai, Ishq Pe Qurbaan Meri Jaan Hai, Magar Dosti Pe Mera Ishq Bhi Qurbaan Hai
Kabhi to wo apni labo se ikraar karenge, Mujhko deewano ki tarah pyar karenge. Gar mar gaya mai unke pyaar me yaro, To agle janam tak mera intezaar karenge.

-KASH SURAT AAP KI ITNI PYARI NA HOTI KASH AAP SE MULAKAT HAMARI NA HOTI SAPNO MEIN HI DEKH LETE APPKO TO AAJ MILNE KE ITNI BEKARARI NA HOTI~

In aankhon mein aansun aaye na hote, Agar woh peeche mudkar muskuraaye na hote; Unke jaane k baad yeh gham hota hai ki kaash woh zndagi mein aaye na hote....

Mohabbat hai unse kitni hamein unhen bataaen kaise, Yeh dil ki baat un tak pahaunchaaen kaise; Majburiyon ne thaam rakha hai daaman hamara Lekin iss tadapte dil ko yeh samjhaaen kaise

Wada Humne Kiya tha Nibhane ke Liye, ek DIL diya tha ek DIL pane ke Liye, unhone Mohabbat sikha di hume or kaha, Humne toh Mohabbat ki thi tumhe Aazmane ke liye ! !

Kaash vaaado ka matlab vo samajhte Kaash khamoshi ka matlab vo samajhte Nazar kehti rahi hazaar baateinKaash meri ek nazar ka matlab vo samajhte
Kash hum yun rahe apke ankhon mein Ki apki nazron ko bhi khabar na ho Hume bhulane ki agar aap dua kareTo us dua ka bhi asar na ho ! !
Chiragon ko aur tej kar do kyunki roshni bahut kam hai aur main tamaam umar tera intezaar kar longa phir bhi yeh gam rehega ki "Zindagi kam hai"
Hamare zakhmo ki vajhah bhi wo hai.. Hamare zakhmo ki Dava bhi wo hai... Wo namak zakmo pe lagaye to kya hua... Mohabbat karne ki wazah bhi wo hai

दोस्ती का नाम जन्दगी



khuda ne kaha dosti na ker, dosti mai tu kahin kho jayega maine kaha ki khuda kabhi zamin per aaker mere dost se to mill tu bhi usper fana ho jayega .
Ishq Aur Dosti Meri Zindagi Ka Gumaan Hai, Ishq Meri Rooh Aur Dosti Mera Imaan Hai, Ishq Pe Qurbaan Meri Jaan Hai, Magar Dosti Pe Mera Ishq Bhi Qurbaan Hai

Thursday, April 2, 2009

Khanjar se karo baat, na talwaar se puchho;Main katl huaa kaise; Mere yaar se puchho!!

-Meri saadgi mera jurm hai Koi aur mere khata nahe Yahan chahton ka sila nahi Yahan dosti ka maza nahi Yahan janey kaisi hawa chali Rahi doston mein wafa nahi Yahan jal gya mera aashiyan Abhi badlon ko pata nahi Tere dar pe dastak de sakon Ye haq tu ne mujhe diya nahi Mai rahi hon rah-e-umeed ka Bebas hon jahan mein is terhan Jaise mera koi nahi Meri Saadgi mera jurm haiKoi aur mere khata nahi
thoda sa gam thodi khushi yahi yo hai jindagi yahi to hai jindagi aansoo me bhi jo dhoonde hansi jeena usi ka jeena, jinda wahi sach dost hame apne aansuon me bhi hansi ko dhoondne ki koshish karni chahiye yahi jindagi me khushi ka rasta hai gd mnggggg & hv a fabulous day .keep smiling always
DIL KI BAAT HUM SE NA CHUPAYA KARO HUM SE CHAHAT NA ZYADA JATAYA KARO DOOR RAHTE HO KYON, PAAS AAYA KARO TERA JALWA KABHI HUM NE DEKHA NAHIN KABHI CHEHRA HAMEIN TO DIKHAYA KARO ROZ GAIRON KI MAJLIS MAIN JATE HO TUM KABHI TO APNO KI MAHFIL SAJAYA KARO HUM RANJEEDA BHI HAIN NEEM DEEDA BHI AA KE DIL TUM HAMARA BEHLAYA KARO TERE WAADE PE HUM NE BHAROOSA KIA KUCH TO ULFAT KA TUM BHI HAQ NIBHAYA KARO CHAHNE WALE KI CHAHAT PE KAR LO YAKEEN ROSHNI MEIN DIYE NA JALAYA KARO HUM BHI HUM RAAZ HAIN TUM BHI HUM RAAZ HO DIL KI BAAT HUM SE NA CHUPAYA KARO
Kyun Pyaar Uss Par Hi Aata Hai Jo Mil Kar Bhi Naa Mil Paata Hai Kaise Yeh Usse Bataein Hum Tujh Bin Reh Naa Paayein Hum Kyun Baar Baar Woh Satata Hai Khawaboun Me Aakar Rulata Hai Bhulana Ussko Chahein Hum Par Kis Tarah Bhulayein Hum Woh Mann Me Har Damm Rehta Hai Dhadkan Ki Tarha Dhadkta hai Hain Isi Ehsaas Se Zinda Hum Hain Ek Duje Ki Dil-woh-Jaan Hum Ek Duje Ke Dil Me Rehte Hain Kya Pyaar Isi Ko Kehte Hain Kya Qabar Thi Ye Zindagi hai Ek Pal kiDil se roye magar honth muskura baithe, Yun hi ham kisi se wafa nibha baithe, Wo hame ek lamha nahi de paye, jinke liye ham zindagi ganwa baithe
Bikhre aansu hum piro na sake, Teri yaad main hum saari raat so na sake.. Beh na jaye aansu me TASVIR teri, Bus yahi soch kar hum roh bhin na sake...
jabse apko jaana hai jabse apko paaya hai har dua mein apka naam aya hai dil karta hai poochun uss rab se tune itna pyara dost kya sirf mere liye banaya hai ..??
: jise dhundhte hai hum her kahi ......wo mila muze kahi bhi nahi............ jiske---- per ho yaki wo.......hai kaha

काश कोई .............

Yaad na karoge to satayenge.. ruthoge ..to manayenge.. rovoge.. to hansayenge.. DOST hain hum tere, SAAYA nahi.. jo ANDHERE mein tera SAATH chhod jaayenge
Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho, Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho.
Kismat par aitbar kisko hai, Mil jaye khushi inkaar kisko hai, Kuch majburian hain mere dost, Warna judai se pyaar kisko hai
Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai

Ye AARZOO hai wafa ban ke tere sath rahoon Dharrakte dil ki sada ban ke mere sath raho,, Mere labon se jise moat b na chheen sakey,, Wo zindgi ki DUA ban k tere sath hi rahoon,,

तलाश एक हमसफ़र की

talash us ki hai jisse kabhi dekha bhi nahi khayal us ka hai dil mai jisse kabhi socha bhi nahi KHUDA se apne liye ilteja bhi kiya karte talab hai us ki ke jis ko kabhi manga bhi nahi sakoote dil mai yeh ehsaase zindagi kiya hai qareeb paata hoon us ko jisse chaha bhi nahi qasaas mujh se wo kis ke lahoo ka mangte hain wo khoon mere haathon se jo baha bhi nahi ilaaj mujh se bhi mumkin nahi muhabbat ka wo zakham hai mere seene mai jo saha bhi nahi